SITARON KE AAGE BHI KOI JAHAN HOGA.JO NA DEKHA KABHI WO SAMA HOGA.US JAHAN KE SARE HASIN NAZARO KI KASAM.AAP SA PYARA DOST 2SARA KAHAN HOGA.
Rutha hai is kader k manaya na gaya,
Dur itna ho gaya par bhulaya n gaya,
Tanha kar liya humne jindagi ka safar,
Apke siva dost banaya na gaya.
Zindgi Gujar Jaye Pr Pyar Kam Na Ho,
Yad Hame Rkhna Chahe Pas Hm Na Ho,
Qayamat Tk Chalta Rhe Ye Dosti Ka Safar,
Dua Kro Rab Se Kabhi Ye Rishta Khatm N Ho.
aksar logo se soona tha ZINDAGI rahe to phir milenge
LAKIN aap se milker mahsoos kiya ka milte rahe to ZINDA rahenge
likho aisa ki kalam bhi rone per majboor ho jaye,her lafz mein dard bhar do itna ki padne wala milne ko majboor ho jaye
Door se dikhate hai raasta sabhi saath koi chaltaa nahi
Jaltaa hai dil jab jalaate hai duniya wale,
Apni Marji Se to Koi Jaltaa nahi.
Ishq ke phoolo me hai Kanto ka khazana,
Daman jo Ulajh jaye to daman na bachana.
Humne tumhare pyar ko khel nahin samjha
varna humne jo khel khele hain
to haare nahin hai.
Agar bhigne ka itna hi shaukh hai baarish me,
To dekho in aankho me....
Baarish to har ek ke liye barasti hai,
Lekin yeh aankhe sirf tumhare liye barasti hai.