Door ho gaye par bhulaya nahi hai,,
Ehsaash tere hone ka abhi dil se mitaya nahi hai,,,
Jis din se gaye ho mujhe tanha kar ke..
Teri kasam,,,, maine theek se muskuraya nahi hai,,,,
Hamaare to daaman mein kaanto ke siva kuch nahin. Aap to phoolon ke kharid-daar nazar aate hain. Jahan mein kitne dost mile hume par sabse ache aap nazar aate hain..
Rishton ki dori kamzor hoti hai,
Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,
Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,
Hamari ungli aapki aur hoti hai.
Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga
Zindagi sirf mohabbat nahi,kuch aur bhi hay
zulf-o-rukhsar ki jannat nahi,kuch aur bhi hay
bhool-o-aflas ki is maari hui dunya main
ishq hi ek haqiqat nahi,kuch aur bhi hay ...
Ham raah me khadi imaarat ko manjil samajh baithe,
Chamakne waale patthar ko sona samajh baithe,
Wo to is dil ke rishte ko samajh hi na sake
Aur ham use khuda samajh baithe.
likho aisa ki kalam bhi rone per majboor ho jaye, her lafz mein dard bhar do itna ki padne wala milne ko majboor ho jaye
Har CHAND mile har SITARA mile,
Har kadam par aapko sahara mile,
Zindagi me kabhi akele na raho aap,,,,
Koi hum jaisa mile ya koi humse bhi pyaara mile.
Hastiya mit gayi naam kamane mein,,,
Umar beet gayi khushiya paane mein,,,
Ek pal mein door na ho jana humse,,,
Hume to saalo lage hai aap jaise dost pane me,,,