Aksar zindagi me kuch aisa hota hai,
Hasti hai aankhe aur dil humara rota hai,
.
Jinhe hum apni manjil samajte hai,
Unka humsafar koi aur hi hota hai..!!
Itna samajh chuka tha main uske mizaaj ko
Wo jaa rahi thi aur main hairaan bhi na tha.......!!!
Manzilen bhi teri thi aur raasta bhi tera tha,
1 tera pyar paa lun,bus yahi sapna mera tha,
1 main akele reh gaya aur pura jahan bhì tera tha,
Mere sath rehne ki kasam bhi teri thi,
Phir akele chhodh jaane ka khayaal bhi tera tha,
Hathon mein haath le kar mujhe hasane ki socch bhi teri thi,
Meri Aankho mein Aansu dene ka silsila bhi tera tha.
Main kyun yahan tanha reh gaya?
Mera dil sawaal karta hai...
Kismat to teri thi par kya kHUDA bhi tera tha?
KHUDA BOLA:-
use yaar banane ki ghalti bhi teri thi
uspar yakin karne ka khyaal bhi tera tha
USE KYUN GUM HOGA TERE JANE KA???
KYUNKI SACCHA PYAR USKA NAHI SACCHA PYAR TO SIRF TERA THA...!!
Uska Isshq Chand Jaisa Tha..
Pura Hua.. To Ghatne Laga.. ! !
Har koi pane ki zidd me hai, Shayad mujh ko aajmane ki zidd me hai.
Jiski chahat hai mujhe itani, vahi mujhe bhool jane ki zidd me hai.
Ye Tumhara Weham Hai Ke HUM Tumhein Bhool Jayenge,
Wo Koi or Nagar Hoga Jahan Bewafa Log Baste Hain....
Ab "Saza" De He Chuke Ho To Haal Na Poochna,
Hum Agar Be-Gunah Nikle To Tumhe bohat Afsoos Hoga....
Galti hui ki tujhe jaan se bhi jyada chahne lage hum,
kya pta tha ki meri itni parvah tumhe laparvah kar degi....
Aaj Baat karne se bhi parhaiz hai unko,
Kabhi Agoosh ke humare talabgaar the wo....